() Mahabharat (Title) Lyrics | Mahabharat | Chorus

() Mahabharat (Title) Lyrics | Mahabharat | Chorus

Hain katha sangram ki
Vishwa ke kalyaan ki
Dharm adharm aadi anant
Satya asatya kalesh kalnak
Sawarth ki katha parmartha ki

Shakti hain bhakti hain
Janmo ki mukti hain
Jeevan ka ye sampurn saar hain
Yug yug se kan kan mein
Shristi ke darpan mein
Vedo ki vyatha apaar hai
Karmo ki gaatha hai
Devo ki bhasha hai
Sadiyo ke itihaas ka prmaan hai

Krishana ki mahima hain
Geeta ki garima hain
Grantho ka granth ye mahan hain
Mahabharat mahabharat
Mahabharat mahabharat mahabharat..

MovieMahabharat
SingerChorus
DirectorSiddharth Kumar Tiwari
Music ComposerAjay Gogavale, Atul Gogavale
Star CastShaheer Sheikhn, Pooja Sharman, Saurabh Raj Jainn, Sameer Dharmadhikari, Vivana Singh, Sayantani Ghosh, Arav Chowdhary, Puneet Issar, Rio Kapadia, Ratan Rajput, Mansi Sharma, Shafaq Naaz, Praneet Bhatt, Rohit Bharadwaj, Arpit Ranka, Aham Sharma, Vibha Ana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *