Maati Lyrics  | Satyamev Jayate | Aamir Khan | Bonnie Chakraborty | Ram Sampath

Maati Lyrics | Satyamev Jayate | Aamir Khan | Bonnie Chakraborty | Ram Sampath

Maati maati main, maati maati tu
Maati-maati main, maati-maati tu
Maati kaaya hai tan, maati hai harshu
Maati se sab aaya hai, sab maati me mil jaayega
Kudrat hai pagla,
Kumhar jaane kaisa ghada banaayega
Kudrat ki karni ko tu kaahe samjhe bhul hai
Oh maati ke insa kehde jhute tere ushul hain
Maati ko seene se laga kehde,
Maati mujhe qabool hai
Maati mujhe qabool hai
Meri maati mujhe qabool hai

Maati-maati main, maati-maati tu
Maati-maati main, maati-maati tu
Maati kaaya hai tan, maati hai harshu

Har saaj naye sur ka tha yahaan
Geeton ki bharmar hai
Har geet dil ko chu jaayega
Soch mein jo thoda pyar hai
Kudrat pe kasta lagaam
Ye kaisa tera junoon hai
Apna le maati mann mein re
Yeh nafrat teri fizool hai
Maati ko seene se laga ke kehde,
Maati mujhe qabool hai
Maati mujhe qabool hai
Meri maati mujhe qabool hai

Maati-maati main, maati-maati tu
Maati-maati main, maati-maati tu
Maati kaaya hai tan, maati hai harshu

Maati maati main, maati maati tu
Maati maati main….
Maati maati tu…..

MovieSatyamev Jayate
SingerBonnie Chakraborty
DirectorAamir Khan
Music ComposerRam Sampath
LyricistSwanand Kirkire
Star CastAamir Khan
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *