Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye Lyrics | Dil Tera Diwana (1962) | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi | Shankar-Jaikishan

Maasum chehara yeh kaatil adaaye, ke bemaut maare gaye hum bichaare
Saagar se gehari tumhari nigaahe dubo de na hamako yeh laakar kanaare
Saagar se gehari

Huwa samna kya ke sau tir khaye, ajab tir the woh najar bhi na aaye-2
Kya hum pe gujari tumhe kya bataaye, ke bemaut maare gaye hum bechaare
Saagar se gehari tumhari nigaahe dubo de na hamako yeh laakar kanaare
Saagar se gehari

(Mohabbat ki unchhaayi par aa chuke hum
Ke abb raahon ki dhul hai dono aalam) – (2)
Magar keh rahi hai yeh dil ki sadaaye, de na hamako yeh laakar kanaare
Maasum chehara yeh kaatil adaaye, ke bemaut maare gaye hum bichaare
Maasum chehara

Diya jakhm tumne bada khubsurat, liya daag hamne bada khubsurat – (2)
Salaamat rahein aapki yeh jafaayein ke bemaut maare gaye hum bichaare
Saagar se gehari tumhari nigaahe dubo de na hamako yeh laakar kanaare
Maasum chehara

MovieDil Tera Diwana (1962)
SingerLata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music ComposerShankar-Jaikishan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *