Maana Ke Log Karte Hai Nafarat Sharaab Se Lyrics | Nasha Vol. 2 – Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

(Maana ke log karte hai nafarat sharaab se – (2)
Hamko milee hai jine me raahat sharaab se) – (2)

Hai laakh buree sharaab (yeh kaise man lu -2) – (2)
Sikhee hai gham bhulaane kee aadat sharaab se
Hamko milee hai jine me raahat sharaab se
Mana ke log karte hai nafarat sharaab se
Hamko milee hai jine me raahat sharaab se

Yaade jab teree aake gala ghotane lagee – (3)
Kee hamne jindagee kee hifaajat sharaab se – (2)
Hamko milee hai jine me raahat sharaab se
Mana ke log karte hai nafarat sharaab se – (2)
Hamko milee hai jine me raahat sharaab se

Tauba mai kar toh lu tere (kahne se naa se ha -2)- 2
Mil jaaye thodee der jo fursat sharaab se – (2)
Hamko milee hai jine me raahat sharaab se
Mana ke log karte hai nafarat sharaab se – (2)
Hamko milee hai jine me raahat sharaab se – (2)

MovieNasha Vol. 2 - Pankaj Udhas
SingerPankaj Udhas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *