Maan Mausam Ka Kaha Lyrics | Royal Salute  (Album) | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha

Aag se aag bujha phool khila jaam utha

Ae mere yaar tujhe uski kasam deta hun
Ae mere yaar tujhe uski kasam deta hun
Bhul ja shikva gila hath mila jaam utha
Maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha
Aag se aag bujha phool khila jaam utha
Maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha

Ek pal bhi kabhi ho jata hai sadiyo jaisa

Der kya karna yaha hath batha jaam utha
Maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha
Aag se aag bujha phool khila jaam utha
Maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha

Pyar hi pyar hai sab log barabar hai yaha

Maikade mein koi chhota na bada jaam utha
Maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha
Aag se aag bujha phool khila jaam utha
Maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha

MovieRoyal Salute (Album)
SingerJagjit Singh
Music ComposerJagjit Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *