Maaldaar ki jeb
Ghareeb ki zindagi aur patang
Kat gayi, haan kat gayi,
Kat gayi, kat gayi
Maaldaar ki jeb
Ghareeb ki zindagi aur patang
Kat gayi, haan kat gayi,
Kat gayi, kat gayi re
Upar chidiya sone ki
Aur neeche baje mrudang
Kat gayi, haan kat gayi,
Kat gayi, kat gayi re
Maaldaar ki jeb
Ghareeb ki zindagi aur patang
Kat gayi, haan kat gayi,
Kat gayi, kat gayi
Teri zindagi baraf ka gola
Choos le beta, dhoop bari hai
Raat raat ka honeymoon hai
Subah to sab ki khaat khadi hai
Teri zindagi baraf ka gola
Choos le beta, dhoop bari hai bola..
Raat raat ka honeymoon hai
Subah to sab ki khaat khadi hai
Raat ne kitne sapne jode,
Thode kai palang
Ha..ha kat gayi, haan kat gayi,
Kat gayi, kat gayi re
Maaldaar ki jeb
Ghareeb ki zindagi aur patang
Kat gayi, haan kat gayi,
Kat gayi, kat gayi
Muft ka chandan
Ghis mere nandan
Chance milay toh
Sab ghiste hain
Hukum ka ikka
Chidi ki duggi
Is gaddi mein
Sab piste hain
Ha muft ka chandan
Ghis mere nandan
Chance milay toh
Sab ghiste hain
Hukum ka ikka
Chidi ki duggi
Is gaddi mein sab piste hain
Woh bhi tang yahaan pe lallah
Jis ki chaal dabang
Ha kat gayi, haan kat gayi,
Kat gayi, kat gayi re
Maaldaar ki jeb
Ghareeb ki zindagi aur patang
Kat gayi, haan kat gayi,
Kat gayi, kat gayi
Kat gayi…kat gayi
Kat gayi…kat gayi…
| Movie | Bhindi Baazaar |
| Singer | Tochi Raina |
| Director | Ankush Bhatt |
| Music Composer | Sandeep Goswami, Surya |
| Lyricist | Navin Tyagi |
| Star Cast | Kay Kay Menon, Piyush Mishra, Deepti Naval, Prashant Narayanan, Shilpa Shukla, Pawan Malhotra, Vedita Pratap Singh, Jackie Shroff |
| Label | Unisys Infosolutions |

