Maai Ri Main To Madhuban Men Nirakh Liyo Nandalaal Lyrics | Chandralekha | Uma Devi | S. Rajeshwar Rao

Maai Ri Main To Madhuban Men Nirakh Liyo Nandalaal Lyrics | Chandralekha | Uma Devi | S. Rajeshwar Rao

Mai ri mai to madhuban me mai ri mai to madhuban me
Nirakh liyo nandalal parakh liyo nandalal
Mai ri mai to madhuban me

Sar par mukut dhare sar par mukut dhare
Bansuriya adhar dhare
Gale baijantimal gale baijantimal
Nirakh liyo nandalal mai ri mai to madhuban me

Bhanwaro ke gujan me
Bhanwaro ke gujan me kaliyo ke nainan me
Bhanwaro ke gujan me kaliyo ke nainan me
Kuj-kuj dal-dal kuj-kuj dal-dal
Nirakh liyo nandalal mai ri mai to madhuban me

Radha man mod bhare
Radha man mod bhare mad-mad has kare
Radha man mod bhare mad-mad has kare
Ho gaye naina nihal ho gaye naina nihal
Nirakh liyo nandalal mai ri mai to madhuban me
Nirakh liyo nandalal parakh liyo nandalal
Mai ri mai to madhuban me
Mai ri mai to mai ri mai to
Mai ri mai to madhuban me

MovieChandralekha
SingerUma Devi
DirectorS S Vasan
Music ComposerS. Rajeshwar Rao
LyricistPt. Indra Chandra
Star CastM K Radha, T R Rajkumari, Ranjan, Yashodhara Katju, Janki, S Krishnamurti, Sundra Bai, Narayan Rao

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *