Maahiya teri kasam
Haay jina nahi jina mujhe tere bina
Haay jina nahi jina mujhe tere bina
Saathiya tere hai hum
Haay tere bina jina bhi hai kya jina
Haay tere bina jina bhi hai kya jina
Tu hi mera dil
Tu hi meri jaan tu hi mera dil
Tu hi meri jaan
Tu jahaan jahaan main wahaan wahaan
Maahiya teri kasam
Haay jina nahi jina mujhe tere bina haay
Tere bina jina bhi hai kya jina
Tere liye hi toh main jahaan mein aayi
Tujhse mili
Janmon se hum yun hi milte aaye
Hum dono hai ek tan ke do saaye
Chhod ake tere pyaar ka daaman
Jaana aur kahaan haay
Jina nahi jina mujhe tere bina
Haay tere bina jina bhi hai kya jina
Maahiya teri kasam
Haay jina nahi jina mujhe tere bina haay
Tere bina jina bhi hai kya jina
Aankhon mein meri surat basi hai teri
Aanchal se tere kismat bandhi hai meri
Saanson mein meri chaahat basi hai teri
Chaahat se teri duniya hansi hai meri
Tere pyaar ke rang mein dube
Mere dono jahaan haay
Tere bina jina bhi hai kya jina
Tere bina jina bhi hai kya jina
Tu hi mera dil
Tu hi meri jaan
Tu jahaan jahaan main wahaan wahaan
Tu hi mera dil
Tu hi meri jaan
Tu jahaan jahaan main wahaan wahaan
Maahiya saathiya teri kasam
Haay jina nahi jina mujhe tere bina
Haay jina nahi jina mujhe tere bina
| Movie | Ghayal |
| Singer | Lata Mangeshkar, Pankaj Udhas |
| Director | Rajkumar Santoshi |
| Music Composer | Bappi Lahiri |
| Lyricist | Anjaan |
| Star Cast | Sunny Deol, Meenakshi Seshadri, Raj Babbar, Moushmi Chatterjee, Om Puri, Amrish Puri, Viju Khote, Kulbhushan Kharbanda, Sudesh Berry, Shafi Inamdaar, Asha Lata, Mukesh Rishi, Praveen Kumar, Deep Dhillon |

