Luta hai zamane ne kismat ne mitaya hai
Ek baar hansaya th
Ek baar hansaya tha ek baar rulaya hai
Luta hai zamane ne kismat ne mitaya hai
Duniya me wafa kaisi ulfat bhi hai ek dhokha
Duniya me wafa kaisi ulfat bhi hai ek dhokha
Ye duniya bhi dekhi hai
Ye duniya bhi dekhi hai
Ye dhokha bhi khaya hai
Is gam ke andhere me ab yaad nahi ye bhi
Is gam ke andhere me ab yaad nahi ye bhi
Kab deep jalaya tha
Kab deep jalaya tha
Kab deep bujhaya hai
Khaamosh hu is dar se ruswai na ho teri
Khaamosh hu is dar se ruswai na ho teri
Umade huye ashqo ko
Umade huye ashqo ko
Palko me chhupaya hai
Luta hai zamane ne kismat ne mitaya hai
| Movie | Doraha |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Music Composer | Anil Biswas |
| Lyricist | Prem Dhawan |

