Lut Gayi Ummido Ki Duniya Lyrics  | Jal Tarang | Rehman, Geeta Bali | Lata Mangeshkar | Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Lut Gayi Ummido Ki Duniya Lyrics | Jal Tarang | Rehman, Geeta Bali | Lata Mangeshkar | Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Lut gayi ummeedo ki duniya
Lut gayi ummeedo ki duniya
Khoon hua armano ka
Apno ne barbad kiya
Kya shikwa kare begano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya

Bairi hai bedard zamana
Bairi hai bedard zamana
Har aansoo hai ek fasana
Har aansoo hai ek fasana
Sunne wala koi nahi
In dard bhare afsano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya
Khoon hua armano ka
Apno ne barbad kiya
Kya shikwa kare begano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya

Naav bhawar mein door kinara
Naav bhawar mein door kinara
Nazar na aaye koi sahara
Nazar na aaye koi sahara
Khevan har ne dil ko hara
Zor bada tufano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya
Khoon hua armano ka
Apno ne barbad kiya
Kya shikwa kare begano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya.

MovieJal Tarang
SingerLata Mangeshkar
DirectorRajendra Sharma
Music ComposerBhagatram Batish, Husnlal Batish
LyricistSarshar Sailani
Star CastRehman, Geeta Bali, Shashikala, Ram Singh, Rajan Haksar, Shyama
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *