Log Kehate Hain Ke, Pila Chand Hai Sabase Hasin Lyrics | Khudgarz | Mohammed Aziz, Sadhana Sargam | Rajesh Roshan

O ho ho log kehate hain ke, pila chand hai sabase hasin
Mai yeh kahata hu sanam, woh aapake jaisa nahee
Log kahate hain……….

Aap kee najaro me jo pyar kee mastee hai bharee
Saree duneeya me nahee dekhee aisee bekhudee
Log kahate hain ke pehala jam hai sabse hasin
Mai yeh kehatee hu

Aapase milake meree aankhe toh jannat pa gayee
Aap kya aaye mere dil me sau bahare aa gayee
Log kahate hain……….

Saree duneeya chhod ke ham aapake ho jayenge
Aapka kandha mil gaya toh chain se so jayenge
Log kahate hain……….

MovieKhudgarz
SingerMohammed Aziz, Sadhana Sargam
Music ComposerRajesh Roshan
LyricistIndeevar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *