Likha hai mere dil pe tera hi naam salma
Tujhko salam salma
Tujhko salam salma
Salma salim lagta hai ek naam balma
Tujhko salam balma
Tujhko salam balma
Likha hai mere dil pe tera hi naam salma
Tujhko salam salma
Tujhko salam salma
Salma salim lagta hai ek naam balma
Tujhko salam balma
Tujhko salam balma
Kar ishq phir hai fursat
Kya iske baad karna
Kar ishq phir hai fursat
Kya iske baad karna
Dil tham ke tadapna aur unko yaad karna
Dil tham ke tadapna aur unko yaad karna
Karte nahi hai aashiq kuch aur kam salma
Tujhko salam salma
Tujhko salam salma
Salma salim lagta hai ek naam balma
Tujhko salam balma
Tujhko salam balma
Rakhu khuli mai khidki
Rakhu khula jhrokha
Rakhu khuli mai khidki
Rakhu khula jhrokha
Kis waqt kaun jane
Koi hawa ka jhoka
Kis waqt kaun jane
Koi hawa ka jhoka
Aa jaye leke koi tera payam balma
Tujhko salam balma
Tujhko salam balma
Likha hai mere dil pe tera hi naam salma
Tujhko salam salma
Tujhko salam salma
Teri misaal kya du
Teri misaal kya du
Tu hi bata khudara
Chehra tera banaras ki subah ka nazara
Julfe teri awadh ki rangin sham salma
Tujhko salam salma
Tujhko salam salma
Likha hai mere dil pe tera hi naam salma
Tujhko salam salma
Tujhko salam salma
Salma salim lagta hai ek naam balma
Tujhko salam balma
Tujhko salam salma
Tujhko salam balma
Tujhko salam salma
| Movie | Yeh Ishq Nahin Aasan |
| Singer | Shabbir Kumar, Lata Mangeshkar |
| Director | Tinnu Anand |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Asrani, Deepti Naval, Iftekhar, Omprakash, Murad, Yogita Bali |

