Life Is Fun Mastiya Hain Lyrics | Trump Card | Shaan, Sunidhi Chauhan | Lalit Sen

Tumhaare liye hai

Life is fun mastiya hain
Come on guys dil jawaan hai
Aao na, jhumon na, yaaron ka saath hai
O yaaron lehraao waah kya baat hai
Toh gaao na ho o o o…. – (4)

(Ik halchal hai pal pal, dil paagala ho gaye
Kya soche chal chal chal, raste hai kuchh naye) – (2)
Yeh mauka phir aisa na jaane kab mile
Khushiyon ke yeh lamahe na jaane kab khilein
Toh gaao na ho o o o…. – (4)

(Yeh ??? hungaame bin kya hai jindagi
Mushkil se milati hai, masti ki do ghadi) – (2)
Hey har sapana apana hai, kal hoga apana raaj
Socho na jhumon na jine hamein hai aaj
Toh gaao na ho o o o…. – (4)
Life is fun mastiya hain
Come on guys dil jawaan hai
Aao na, jhumon na, yaaron ka saath hai
O yaaron lehraao waah kya baat hai
Toh gaao na ho o o o…. – (4)

MovieTrump Card
SingerShaan, Sunidhi Chauhan
Music ComposerLalit Sen

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *