Lehron Ne Kaha Kood Jara Lyrics | Tera Kya Hoga Johny | Pankaj Awasthi | Pankaj Bhatt

Lehron Ne Kaha Kood Jara Lyrics | Tera Kya Hoga Johny | Pankaj Awasthi | Pankaj Bhatt

Lehro ne kaha kood zara kismat ka daav laga
Jo doob gaya toh doob gaya jo paar hua jag jeet gaya
Lehro ne kaha kood zara kismat ka daav laga
Jo doob gaya toh doob gaya jo paar hua jag jeet gaya

Tu kaun tera hai naam kya
Is shahar se isko kaam kya
Saada pana hai zindagi jo chahe kismat likh zara
Jo chahe kismat likh zara
Lehro ne kaha kood zara kismat ka daav laga
Jo doob gaya toh doob gaya jo paar hua jag jeet gaya
Jo paar hua jag jeet gaya

Hai ramkala baji kare jo chuk gaya girkar mare
Kamjor na ban panv badha chal duniya jite banware
Chal duniya jite banware
Le dhup matoli chaav re
Lehro ne kaha
Kood zara kismat ka daav laga
Jo doob gaya toh doob gaya jo paar hua jag jeet gaya

Sapno ka sara fera hai jo bhi tu chahe tera hai
Sapno ka sara fera hai jo bhi tu chahe tera hai
Jo bhi tu chahe tera hai
Raat ye kali kali hai
Raat ye kali kali hai
Bas agle mod savera hai

MovieTera Kya Hoga Johny
SingerPankaj Awasthi
DirectorSudhir Mishra
Music ComposerPankaj Bhatt
LyricistNeelesh Misra
Star CastNeil Nitin Mukesh, Soha Ali Khan, Kay Kay Menon, Shahana Goswami, Karan Nath, Saurabh Shukla, Vijay Maurya, Virendra Saxena, Makrand Deshpande, Abhay Deol, Anurag Kashyap, Ashok Pandit, Shereveer Vakil, Razzak Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *