Lehnga Manga De Mere Babu Lyrics | Beti | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar | Sonik Omi

Lahanga mangwa de mere babu mangwade re chaila aaj nainital se

Lahanga padega bada mahanga jara bach ke rahiyo mardo ki chal se

Manu sakhi ri kaise mai ye teri batiya
Manu sakhi ri kaise
Manu sakhi ri kaise mai ye teri batiya
Pyar ki hi pooja karu mai to din ratiya
Ye to ji ke rog hai jhuthe hai sare log ye
Dil ko bachale inke jaal se
Lahanga mangwa de mere babu mangwade re chaila aaj nainital se
Lahanga padega bada mahanga jara bach ke rahiyo mardo ki chal se

Man le tu kahna mera dil ke khel chhod de
Man le tu kahna mera
Man le tu kahna mera dil ke khel chhod de
Jhuthi chamak ho jisme aisa shisha tod de
Kar kisi se pyar tu dekh fir bahar tu julfe hata le gore gal se
Lahanga padega bada mahanga jara bach ke rahiyo mardo ki chal se
Lahanga mangwa de mere babu mangwade re chaila aaj nainital se

Aankho se chalke teri rang intzar ka
Aankho se chalke teri
Aankho se chalke teri rang intzar ka
Mujhse chupa na bhaiya bhed apne pyar ka
Aaj teri jit hai mujhko bhi prit hai
Ghunghru mila le man ki tal se
Lahanga mangwa de mere babu mangwade re chaila aaj nainital se
Lahanga mangwa de mere babu mangwade re chaila aaj nainital se

MovieBeti
SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar
DirectorHarmesh Malhotra
Music ComposerSonik Omi
LyricistShakeel Badayuni
Star CastSanjay Khan, Nanda, Rajendra Nath, Asit Sen, Kishore Kumar, Madhumati, Shyama, Sulochana, Kamini Kaushal, Raj Mehra, Ram Mohan, Shabnam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *