Saare rishte naate todd ke aa gayi
Le main tere waaste sab chhod ke aa gayi – 2
Saare rishte naate todd ke aa gayi
Le main tere waaste sab chhod ke aa gayi – 3
Likh di hai tere naam pyar bhari arzi – 2
Dukh dena sukh dena aage teri marzi – 2
Tujhase naseeb ko main jod ke aa gayi
Le main tere waaste sab chhod ke aa gayi – 2
Dono nahi jaante dil ka lagana – 2
Main bhi anjaani thi tu bhi anjaana – 2
Phir bhi tere sang mann jod ke aa gayi
Le main tere waaste sab chhod ke aa gayi – 2
Tune bulaya jab tune pukara – 2
Rokne meri raahen jag saara – 2
Saare jag se main mukh mod ke aa gayi
Le main tere waaste sab chhod ke aa gayi – 4
| Movie | Jaani Dushman (old) |
| Singer | Lata Mangeshkar |