Le Le Dil Ko Le Le Lyrics  | Shahenshah | Ranjan, Shakila | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Sachin Dev Burman

Le Le Dil Ko Le Le Lyrics | Shahenshah | Ranjan, Shakila | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Sachin Dev Burman

Le le dil ko le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel

Ye husn ye jawani
Ye aag aur ye pani
Sab kuch tere liye hai
Aa teri maharbani
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel

Mahaka hua hai gulshan
Do char phul chun le
Ye bat hai phate ki
Ae mere yaar sun le
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel

Duniya ka gam bhula de
Dil ka salam leke
Ho ja kisi pe sadke
Allah ka naam leke
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le.

MovieShahenshah
SingerGeeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
DirectorAmiya Chakrabarty
Music ComposerSachin Dev Burman
LyricistSahir Ludhianvi
Star CastRanjan, Shakila, K.N. Singh, Ramesh Sippy, Cuckoo, Mukri, Achala Sachdev, Agha, Kamini Kaushal, Neeru
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *