Le Gaya, Le Gaya, Dil Le Gaya Dil Mere Sapno Me Aake Lyrics | Badshah | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Le Gaya, Le Gaya, Dil Le Gaya Dil Mere Sapno Me Aake Lyrics | Badshah | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Le gaya
Le gaya dil le gaya
Le gaya
Le gaya dil le gaya
Le gaya
Le gaya dil le gaya
Le gaya dil mera sapno me aake
Koi le gaya dil mera sapno me aake
Sapno me aake hoye naina milake
Koi le gaya dil mera sapno me aake
Koi le gaya dil mera sapno me aake

Nain mile main to sharma gayi
Ram kasam main to ghabra gayi
Haye haye ghabra gayi
Haye haye ghabra gayi
Nain mile main to sharma gayi
Ram kasam main to ghabra gayi
Haye haye ghabra gayi
Aankho aankho me raaz kah gaya
Aankho aankho me raaz kah gaya
Le gaya dil mera sapno me aake
Koi le gaya dil mera sapno me aake

Teer jigar par aisa laga
Mora pyar bhi tadapne laga
Ho tadapne laga
Ho tadapne laga
Teer jigar par aisa laga
Mora pyar bhi tadapne laga
Ho tadapne laga
Mitha mitha sa dard de gaya
Mitha mitha sa dard de gaya
Le gaya dil mera sapno me aake
Koi le gaya dil mera sapno me aake

Dil se dil mera aise mila
Chand ke sang jaise tara khila
Jaise tara khila
Koi tara khila
Dil se dil mera aise mila
Chand ke sang jaise tara khila
O sitara khila
Jate jate salam kah gaya
Jate jate salam kah gaya
Le gaya dil mera sapno me aake
Koi le gaya dil mera sapno me aake

MovieBadshah
SingerLata Mangeshkar
DirectorMiya Chakraborty
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastPradeep Kumar, Usha Kiran, Mala Sinha, Ulhas, K N Singh, Agha, Achla Sachdev, Hari Shivdasani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *