Laut Gaya Gham Kaa Jamaana Lyrics | Naya Aadmi | Hemant Kumar | Vishwanath-Ramamurthy

Aa aa aa aa……..

Laut gaya gham kaa jamaana, aayee khushee lehraatee
Laut gaya gham kaa jamaana -2, aayee khushee lehraatee
Laut gaya gham kaa jamaana……..

Dur gagan me dekho chamke, aashaao ke taare, aashaao ke tare
Jhilmil pyaare pyaare
Badalee me chhupkar taaro ke sang
Chanda kare ishaare, chanda kare ishare
Kiski lagan me aaj pavan hain baago me ithalaatwee
Laut gaya gham kaa jamaana -2, aayee khushee lehraatee
Laut gaya gham kaa jamaana……..

Raat nayee har baat nayee hain
Naya naya hai jamaana, (kaisa sama suhaana -2)
Gaye chandaniya dhire dhire, (prit bhara afsaana -2)
Aaj mere chote se mann me, aasha hai muskaatee

Laut gaya gham kaa jaamana, aayee khushee lehraatee
Laut gaya gham kaa jamaana

MovieNaya Aadmi
SingerHemant Kumar
Music ComposerVishwanath-Ramamurthy
LyricistRajendra Krishan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *