Lamha Lamha Tut Gaye Hai Lyrics | Aryan | Anand Raj Anand | Anand Raj Anand

Lamha Lamha Tut Gaye Hai Lyrics | Aryan | Anand Raj Anand | Anand Raj Anand

Lamha lamha tut gaye hai
Ek apne se ruth gaye hai
Manjil par aane se pehle
Ham raaho se chhut gaye

Lamha lamha tut gaye
Ek apane se ruth gaye
Jin hatho ki ham kismat the
Un hatho se chhut gaye
Lamha lamha tut gaye
Lamha lamha tut gaye

Jude huye hath
Tuti takdir
Aur kya karegi ye lakiro ki janjir
Tera mera sath ab naa hogi baat
Tu bhi khafa
Mai bhi khafa
Gham ki kaali raat
Sapne sach hone se pehle
Ek ek karke tut gaye
Lamha lamha tut gaye
Lamha lamha tut gaye

Khamoshiya andhiya ban naa jaye
Faasle kahi duriya ban naa jaye
Darta hu gham ki ibadat naa kar lu
Tanhaiyo se mohabbat naa kar lu
Gham ke barati aakar ke
Sukh ko mere lut gaye
Lamha lamha tut gaye
Ek apane se ruth gaye
Jin hatho ki ham kismat the
Un hatho se chhut gaye
Lamha lamha tut gaye
Lamha lamha tut gaye

MovieAryan
SingerAnand Raj Anand
DirectorPriyadarshan
Music ComposerAnand Raj Anand
LyricistAnand Raj Anand
Star CastRamya Krishna, Mohanlal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *