Lamha Lamha Faasle Lyrics | Doosri Dulhan | Kishore Kumar | Bappi Lahiri

Lamha Lamha Faasle Lyrics | Doosri Dulhan | Kishore Kumar | Bappi Lahiri

Lamha lamha faasle kam hue jaa rahe
Lamha lamha faasle kam hue jaa rahe
Hairangi ki baat hai kisi ke paas aake hum
Kisi ke paas jaa rahe
Lamha lamha faasle kam hue jaa rahe

Ye kaisa mod hai ladkhdaye hai kadam
Ye kaisa mod hai ladkhdaye hai kadam
Pahlu mein hai ek aur khayaalon mein duja sanam
Hairangi ki baat hai kisi mein khwab jaga ke hum
Kisi ka khwab bana rahe
Lamha lamha faasle kam hue jaa rahe

Duaa kubool ho rahi sawaal hai ye kaun si
Duaa kubool ho rahi sawaal hai ye kaun si
Ek khushi hai bolti ek khushi hai maun si
Hairangi ki baat hai kisi ki dastaan hai
Kisi ko hum suna rahe
Lamha lamha faasle kam hue jaa rahe
Hairangi ki baat hai kisi ke paas aake hum
Kisi ke paas jaa rahe
Lamha lamha faasle kam hue jaa rahe

MovieDoosri Dulhan
SingerKishore Kumar
DirectorLekh Tandon
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistAmit Khanna
Star CastVictor Banerjee, Sharmila Tagore, Shabana Azmi, Sudhir, Annadada, Randhir Kapoor

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *