Lamha Har Lamha Lagta Hai Kyu Naya Lyrics | Ankahee | Kunal Ganjawala | Pritam Chakraborty

Lamha Har Lamha Lagta Hai Kyu Naya Lyrics | Ankahee | Kunal Ganjawala | Pritam Chakraborty

Lamha har lamha
Lagta hai kyun naya
Lagta hai kyu naya
Dil ko mere dil ko
Janey kya ho gaya
Lagta hai kyu naya
Aisa toh nahee tha yeh sama
Aisa toh nahee tha yeh sama

Lamha har lamha
Lagta hai kyun naya
Aisa toh nahee tha yeh sama
Dil ko mere dil ko
Janey kya ho gaya
Aisa toh nahee tha yeh sama

Main main hun wahi
Chal rahi hai yeh jamin
Hai sab pas hai
Hai magar kuch toh kami
Waqt thahera sa hai
Dard gaharaa sa hai
Kaise ajnabi hai aarjoo
Kisiki mujhe hai yeh justjoo

Lamha har lamha
Lagta hai kyun naya
Aisa toh nahee tha yeh sama
Dil ko mere dil ko
Janey kya ho gaya
Janey kya ho gaya

Yeh khamoshiya de rahi hai kya sada
Kyun chhane laga bewafa mujpe nasha
Hai yeh kiski khata
Kuch mujhe naa pata
Koyi likh raha hai dasta
Mausam lag raha hai badhuma

Lamha har lamha
Lagta hai kyun naya
Aisa toh nahee tha yeh sama
Dil ko mere dil ko
Janey kya ho gaya
Janey kya ho gaya

MovieAnkahee
SingerKunal Ganjawala
DirectorVikram Bhatt
Music ComposerPritam Chakraborty
LyricistSameer
Star CastEsha Deol, Aftab Shivdasani, Amisha Patel, Amin Hajee, Hrishita Bhatt, Vikas Bhalla, Ashwini Kalsekar, Deepak Qazir, Vikram Bhatt

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *