Lakh Karo Chaturai Lyrics | Magadhraj | Bulo C Rani

Lakh Karo Chaturai Lyrics | Magadhraj | Bulo C Rani

Ho o o o lakh karo chaturai
Ho o o o lakh karo chaturai
Balam main hath na aaungi
Balam main hath na aaungi

Mat lalchao jiya piya
Mujhsi albeli par
Piya mujhsi albeli par
Main hun udati hawa
Rahu na piya hatheli par
Rahu na piya hatheli par
Hawa sang tune hawa sang tune udaoge
Balam main hath na aaungi
Balam main hath na aaungi
Ho o o o lakh karo chaturai
Ho o o o lakh karo chaturai
Balam main hath na aaungi
Balam main hath na aaungi

Aansu bankar pritm main tore nayan samaungi
Main tore nayan samaungi
Gira diya nayno se to fir hath na aaungi
Main tore hath na aaungi
Tumhe baniyad tumhe baniyad chataungi
Balam main hath na aaungi
Balam main hath na aaungi
Ho o o o lakh karo chaturai
Ho o o o lakh karo chaturai
Balam main hath na aaungi
Balam main hath na aaungi

MovieMagadhraj
Music ComposerBulo C Rani
LyricistPandit Indra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *