Laila Laila Mai Laila Lyrics | Om (Album) | Alisha Chinai

Laila Laila Mai Laila Lyrics | Om (Album) | Alisha Chinai

Laila laila laila
Main laila
Dil aur jaa dono hai yaha
Tu hai mera mehbuba
Main hu teri laila
Dil aur jaa dono hai yaha
Tu hai mera mehbuba
Main hu teri laila
Dushman hai zamana ye na samjhe mera pyar
Tu bhi na juda hona mujhse o mere yaar
Dushman hai zamana ye na samjhe mera pyar
Tu bhi na juda hona mujhse o mere yaar
Teri hu
Main teri hu
Main teri hu
Main hu
Main laila

Dard-e-dil ko mere tu
De na yu tu saza
De dungi jaan ye tere liye ha
Dard-e-dil ko mere tu
De na yu tu saza
De dungi jaan ye tere liye ha
Chand hai mera gwah
Tu hai mera humnawa
Chand hai mera gwah
Tu hai mera humnawa
Kah na sakungi tumse haale dil mera
Sah na sakungi gham ye o mere chhaila
Kah na sakungi tumse haale dil mera
Sah na sakungi gham ye o mere chhaila
Teri hu
Main teri hu
Main teri hu
Main hu
Main laila

Ishq karna dilruba hai nahi aansa
Gham meri mohabbat ka le jaau main kahan
Ishq karna dilruba hai nahi aansa
Gham meri mohabbat ka le jaau main kahan
Raate hai meri jawa
Aashiq hai koi kahan
Raate hai meri jawa
Aashiq hai koi kahan
Mehfil me sabhi hai do din ke mehman
Ab to aa bhi jana
O mere dil ke arma
Mehfil me sabhi hai do din ke mehman
Ab to aa bhi jana
O mere dil ke arma
Teri hu
Main teri hu
Main teri hu
Main hu
Main laila

MovieOm (Album)
SingerAlisha Chinai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *