Ladki Deewani Ladka Deewana Lyrics  | Shastra | Suniel Shetty, Anjali Jatthar | Aditya Narayan Jha, Sunidhi Chauhan | Aadesh Shrivastava

Ladki Deewani Ladka Deewana Lyrics | Shastra | Suniel Shetty, Anjali Jatthar | Aditya Narayan Jha, Sunidhi Chauhan | Aadesh Shrivastava

Ladki deewani dekho ladka deewana
Milene ka kaise kaise dhunde bahana
Ladki deewani dekho ladka deewana
Milene ka kaise kaise dhunde bahana
Kuch bhi jane tu anari
Kaise chalegi chand ki gadi
Ladki deewani dekho ladka deewana
Milene ka kaise kaise dhunde bahana

Khamoshiyo ka matlab bata de
Mujhko tu apne dil ka pata de
Khamoshiyo ka matlab bata de
Mujhko tu apne dil ka pata de
Aise na aana palke jhukake tu
Aaj tu mujhko chura tu
Ladki deewani dekho ladka deewana
Milene ka kaise kaise dhunde bahana
Kuch bhi jane tu anari
Kaise chalegi chand ki gadi
Ladki deewani dekho ladka deewana
Milene ka kaise kaise dhunde bahana

Mere ghamo ko apna banaya
Tune mujhe fir jina sikhaya
Mere ghamo ko apna banaya
Tune mujhe fir jina sikhaya
Ye zindagi hai teri amanat
Mujhse ki hai tune mohabbat
Mere sanam kya tujhko khabar hai
Mera ye dil to tera hi ghar hai
Mere sanam kya tujhko khabar hai
Mera ye dil to tera hi ghar hai
Apni ada se isko saja de
Pyar ka mandir ise bana de
Ladki deewani dekho ladka deewana
Milene ka kaise kaise dhunde bahana
Kuch bhi jane tu anari
Kaise chalegi chand ki gadi
Ladki deewani dekho ladka deewana
Milene ka kaise kaise dhunde bahana.

MovieShastra
SingerAditya Narayan Jha, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan
DirectorSanjay Khanna
Music ComposerAadesh Shrivastava
LyricistShyam Raj
Star CastSuniel Shetty, Anjali Jatthar, Mohan Joshi, Farida Jalal, Anupam Kher, Danny Denzongpa, Lalit Tiwari, Mushtaq Khan, Kunika, Avtar Gill, Achyut Potdar, Mukesh Rishi, Brijesh Tiwari
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *