Lakho hain yaha dila wale
Aur pyar nahi milta
Aankho me kisi ki wafa ka
Ikraar nahi milta
Lakho hain yaha dila wale
Aur pyar nahi milta
Aankho me kisi ki wafa ka
Ikraar nahi milta
Mehfil mehfil ja dekha
Har dil me sama kar dekha
Har saaz pe gaa kar dekha
Mehfil mehfil ja dekha
Har dil me sama kar dekha
Har saaz pe gaa kar dekha
Dil ko kahin chain na mila
Are dil ko kahin chain na mila
Main to duniya me pyare akela hi raha
Lakho hain yaha dila wale
Aur pyar nahi milta
Aankho me kisi ki wafa ka
Ikraar nahi milta
Is dil ko kahan le jaye
Kuch aap agar farmaye
To aap ke hum ho jaye
Is dil ko kahan le jaye
Kuch aap agar farmaye
To aap ke hum ho jaye
Kah do hume hanske jara
Are kah do hume hanske jara
Aji jo kuch bhi dil ne tumhare hain kaha
Lakho hain yaha dila wale
Aur pyar nahi milta
Aankho me kisi ki wafa ka
Ikraar nahi milta
Lakho hain yaha dila wale
Aur pyar nahi milta
Aankho me kisi ki wafa ka
Ikraar nahi milta
| Movie | Kismat |
| Singer | Mahendra Kapoor |
| Director | Manmohan Desai |
| Music Composer | O P Nayyar |
| Lyricist | S H Bihari |
| Star Cast | Babita, Shetty, Jagdeesh Raj, Biswajeet, Helen, Ulhas, Murad, Kamal Mehra, Hiralal, Indra Kumar, Hari Shivdasani, Tun Tun, Polsan, Prem Kumar, Paul Sharma, Bhagwan Sinha |

