Laakh Zamaane Waale Daalen Dilon Pe Taale Lyrics | Baazi | Geeta Dutt | Sachin Dev Burman

Laakh Zamaane Waale Daalen Dilon Pe Taale Lyrics | Baazi | Geeta Dutt | Sachin Dev Burman

O
Laakh zamaane waale daale dilo pe taale
Tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
Laakh zamaane waale daale dilo pe taale
Tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
Baalam ham bhi na bhule

O
Dil ki lagi pe dekho aanch na aaye
Jaan rahe ke jaaye
Pyaar na jaaye
Dil ki lagi pe dekho aanch na aaye
Jaan rahe ke jaaye
Pyaar na jaaye
Bite so bite dekho duniya na jite dekho
Tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
Baalam ham bhi na bhule

O
Gam jo tumhaara ho wo gam bhi hai pyaara
Mai bhi tumhaari baalam dil bhi tumhaara
Gam jo tumhaara ho wo gam bhi hai pyaara
Mai bhi tumhaari baalam dil bhi tumhaara
Prit lagi na chhute dor baandhe na tute
Tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
Baalam ham bhi na bhule

Laakh zamaane waale daale dilo pe taale
Tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
Baalam ham bhi na bhule
O

MovieBaazi
SingerGeeta Dutt
DirectorGuru Dutt
Music ComposerSachin Dev Burman
LyricistSahir Ludhianvi
Star CastDev Anand, Geeta Bali, Kalpana Kartik, K N Singh, Krishan Dhawan, Roopa Verman, Habib, Rashid Khan, Johnny Walker, Srinath, Rashid Ahmed, Abu Baker, Nirmal Kumari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *