La Pila De Sakiya Paimaana Paimaane Ke Baad Lyrics | Nasha – Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

La Pila De Sakiya Paimaana Paimaane Ke Baad Lyrics | Nasha – Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

Patti patti gulaab ho jati
Har kali mehar-e-khaab ho jati
Tune daali naa mehfisha najare
Warna shabnam sharaab ho jati

Patti patti gulaab kya hogi har kali mehar-e-khaab kya hogi
Jisne lakhon hasi dekhe ho
Uski niyat kharab kya hogi

La pila de saakiya
La pila de saakiya
Paimana paimane ke baad
Hosh ki baatein karunga
Hosh ki baatein karunga
Hosh me aane ke baad
La pila de saakiya

Dil mera lene ki khaatir minnate kya kya na ki
Dil mera lene ki khaatir minnate kya kya na ki
Kaise najre pher li
Kaise najre pher li
Matlab nikal jaane ke baad
La pila de saakiya
Paimana paimane ke baad
La pila de saakiya

Waqt sari zindagi me do hi gujare hai ktheen
Waqt sari zindagi me do hi gujare hai ktheen
Ek tere aane se pahele
Ek tere aane se pahele
Ek tere jaane ke baad
La pila de saakiya
Paimana paimane ke baad
La pila de saakiya

Surkh ruh hota hai insaan thokare khane ke baad
Surkh ruh hota hai insaan thokare khane ke baad
Rang laati hai heena
Rang laati hai heena
Patthar pe pis jaane ke baad
La pila de saakiya
Paimana paimane ke baad
Hosh ki baatein karunga
Hosh me aane ke baad
La pila de saakiya
Paimana paimane ke baad
La pila de saakiya
La pila de saakiya
La pila de saakiya

MovieNasha - Pankaj Udhas
SingerPankaj Udhas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *