Kyoon yaad aa rahe hain
Guzrey huay zamaane
Ye dukh bhare fasaane
Rotay hue taraane
Kisko suna rahe hain
Kyoon yaad rahe hain
Yoon muskuraa rahe hain
Dekho agar to samjho
Aansu bahaa rahe hain
Yoon muskuraa rahe hain
Dekho agar to samjho
Aansu bahaa rahe hain
Kyoon yaad aa rahe hain
Guzrey hue zamaane
Kyaa baat hai na jaane
Kyoon hichkiyon ki lay pe
Gaate hain gam ke gaane
Kyaa baat hai na jaane
Kyoon hichkiyon ki lay pe
Gaate hain gham ke gaane
Hum bhor ke diye hain
Hum bhor ke diye hain
Bujhte hi jaa rahe hain
Kyoon yaad aa rahe hain
Guzrey huay zamaane
| Movie | Anmol Ghadi |
| Singer | Surendra Nath |
| Director | Mehboob Khan |
| Music Composer | Naushad |
| Lyricist | Tanvir Naqvi |
| Star Cast | Surendra, Noor Jahan, Suraiya, Zahur Raja, Anwari, Murad, Leela Mishra, Amir Bano, Bhudo Advani |

