Kyon Ki Itna Pyar Tumko – Part 1 Lyrics | Kyon Ki | Alka Yagnik, Udit Narayan | Himesh Reshammiya

Kyon kee itna pyar tumko karte hain ham
Kya jan loge hamaree sanam
Kyon kee itna pyar tumko karte hain ham – (2)
Kya jan loge hamaree sanam
Kyon kee itna pyar tumko karte hain ham
Kya jan loge hamaree sanam
Kyon kee itna pyar tumko karte hain ham
Hamare dil kee tum thodee see kadar kar lo
Ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo, fikar kar lo
Kyon kee itna pyar tumko karte hain ham
Kya jan loge hamaree sanam
Kyon kee itna pyar tumko karte hain ham

Tune o jana divana kiya hain, (divana kiya iss kadar -2)
Chahat me teree bhulaya jahan ko, (na dil ko kiseeki khabar -2)
Rago me mohabbat ka ehsas jara bhar lo
Ham tumpe marte hain thodee see fikar kar lo, fikar kar lo
Kyon kee itna pyar tumko karte hain ham
Kya jan loge hamaree sanam
Kyon kee itna pyar tumko karte hain ham

Tumse hain saanse tumse hain dhadkan, (tumhee se hain divangee -2)
Rab ne hame dee hain (tumhare liye jindagee -2)
Vada sang jine ka tum jane jigar kar lo
Ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo, fikar kar lo
Kyon kee itna pyar tumko karte hain ham
Kya jan loge hamaree sanam
Kyon kee itna pyar tumko karte hain ham

MovieKyon Ki
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
Music ComposerHimesh Reshammiya
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *