Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hai Hum (Sad) Lyrics | Kyon Ki | Radha, Udit Narayan | Himesh Reshammiya

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hai Hum (Sad) Lyrics | Kyon Ki | Radha, Udit Narayan | Himesh Reshammiya

Kyonki itna pyar tumko karte hai hum
Kyonki itna pyar tumko karte hai hum
Kya jan loge hamari sanam
Kyonki itna pyar tumko karte hai hum
Hamare dil ki tum thodi si kadar karlo
Hum tum pe marte hai thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyonki itna pyar tumko karte hai hum

Tune o jana diwana kiya hai
Diwana kiya is kadar
Diwana kiya is kadar
Chahat me teri bhulaya jaha ko
Na dil ko kisi ki khabar
Na dil ko kisi ki khabar
Rago me mohabbat ka ahsas jara bhar lo
Hum tum pe marte hai thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyonki itna pyar tumko karte hai hum

Tumse hai sanse tumhi se hai dhadkan
Tumhi se hai diwangi
Tumhi se hai diwangi
Rab ne hame di hai jane tamanna
Tumhare liye jindagi
Tumhare liye jindagi
Wada sang jine ka tum jane jigar kar lo
Hum tum pe marte hai thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyonki itna pyar tumko karte hai hum
Kya jan loge
Kya jan loge
Kya jan loge hamari sanam
Kyonki itna pyar tumko karte hai hum

MovieKyon Ki
SingerRadha, Udit Narayan
DirectorPriyadarshan
Music ComposerHimesh Reshammiya
LyricistSameer
Star CastSalman Khan, Kareena Kapoor, Rimi Sen, Om Puri, Asrani, Jackie Shroff, Aroon Bakshi, Suniel Shetty, Manoj Joshi, Anil Dhawan, Sulbha Arya, Javed Khan, Kurush Deboo, Atul Parchure, Nagesh Bhonsle, Shaurya Chauhan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *