Kyon Kee Itna Pyar Tumko – Part 2 Lyrics | Kyon Ki | Alka Yagnik | Himesh Reshammiya

Kyon Kee Itna Pyar Tumko – Part 2 Lyrics | Kyon Ki | Alka Yagnik | Himesh Reshammiya

Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya janoge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya janoge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Hamare dil ki tum thodi si kadar kar lo
Ham tum pe marte hain thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

Tune oh jana deewana kiya hai
Deewana kiya iss kadar deewana kiya iss kadar
Chahat me teri bhulaya jahan ko
Na dil ko kisi ki khabar na dil ko kisi ki khabar
Rago me mohabbat ka ehsas jara bhar lo
Ham tum pe marte hain thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya janoge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

Tumse hain sanse tumhi se hai dhadkan
Tumhi se hai deewangi tumhi se hai deewangi
Rab ne hume di hai jane tamanna
Tumhare liye jindagi tumhare liye jindagi
Vada sang jine ka tum jane jigar kar lo
Ham tum pe marte hain thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya janoge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya janoge kya janoge kya janoge
Kya janoge hamari sanam

MovieKyon Ki
SingerAlka Yagnik
DirectorPriyadarshan
Music ComposerHimesh Reshammiya
LyricistSameer
Star CastSalman Khan, Kareena Kapoor, Rimi Sen, Om Puri, Asrani, Jackie Shroff, Aroon Bakshi, Suniel Shetty, Manoj Joshi, Anil Dhawan, Sulbha Arya, Javed Khan, Kurush Deboo, Atul Parchure, Nagesh Bhonsle, Shaurya Chauhan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *