Kyo Man Dhunde Prem Nadi Ka Lyrics | Lal Haveli | Surendra | Mir Sahib

Kyo Man Dhunde Prem Nadi Ka Lyrics | Lal Haveli | Surendra | Mir Sahib

Ab kyu man dhunde prem nadi ka kinara
Dubne wala dub chuka jab dubne wala dub chuka jab
Kya tinke ka sahara kya tinke ka sahara
Ab kyu man dhunde prem nadi ka kinara

Apno se bhi jhuth ka saya sabko dushman paya
Apno se bhi jhuth ka saya sabko dushman paya
Ham jiye to dukhi dunia me koi hua na hamara
Hum jiye to dukhi dunia me koi hua na hamara

Kyu man dhunde prem nadi ka kinara
Dubne wala dub chuka jab dubne wala dub chuka jab
Kya tinke ka sahara kya tinke ka sahara

MovieLal Haveli
SingerSurendra
DirectorK B Lal
Music ComposerMir Sahib
LyricistShams Lakhnavi
Star CastSurendra, Noor Jahan, Ulhas, Yakub, Brijrani, Vatsala, Badri Prasad, Gouri, Kanhaiya Lal, Meena Kumari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *