Kya Raat Suhaani Hai Lyrics  | Alif Laila | Maya Devi, Gope | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Kya Raat Suhaani Hai Lyrics | Alif Laila | Maya Devi, Gope | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Kya raat suhaani hai, kya raat suhaani hai
Aaj zamaane ki har shai pe javaani hai
Anamol nishaani hai, anamol nishaani hai
Tu meri ulfat ke kwaabon ki javaani hai

Kuchh kah do nigaahon mein, kuchh kah do nigaahon mein
Aaj simat aao tarasi huyi baahon mein
Kuchh kah do nigaahon mein

Hasarat hai nigaahon mein, hasarat hai nigaahon mein
Door kahin chal dun chhup kar teri baahon mein
Taqadir sambhal jaaye, taqadir sambhal jaaye
Gar mere sine par ye zulf machal jaaye

Ye raat na dhal jaaye, ye raat na dhal jaaye
Subah ke taare ki niyat na badal jaaye
Kya raat suhaani hai, kya raat suhaani hai
Aaj zamaane ki har shai pe javaani hai
Kya raat suhaani hai.

MovieAlif Laila
SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi
DirectorK. Amarnath
Music ComposerShyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
LyricistSahir Ludhianvi
Star CastMaya Devi, Gope, Vijay Kumar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *