Kya Mil Gaya Lyrics  | Sasural | Rajendra Kumar, B. Saroja Devi | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Kya Mil Gaya Lyrics | Sasural | Rajendra Kumar, B. Saroja Devi | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya
Hum kho gaye aji tum kho gye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya
Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya
Hum kho gaye aji tum kho gye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya

Ye khusiyo ke pyale chalkte chalenge
Hawao ke aanchal mahkate chalenge
Naye raste khud bakhud khul chalenge
Jidhar se bhi hum tum bahkte chalenge
Hum tum bahkte chalenge
Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya
Hum kho gaye aji tum kho gye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya

Jaha se safar ye suru ho raha hai
Naye ek jamane ki wo ibtia hai
Kahi tum kabhi tum bhula to na doge
Dhadkata hua dil mera puchta hai
Dil mera puchta hai
Hum kho gaye aji tum kho gye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya
Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya

Har ek bat atito me dhalne lagi hai
Har ek arzu phir machalne lagi hai
Tum apni in ankho ka jadu to dekho
Ke dunia hi meri badlane lagi hai
Ho badlne lagi hai
Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya
Hum kho gaye aji tum kho gye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya.

MovieSasural
SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi
DirectorT Prakash Rao
Music ComposerJaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
LyricistShailendra (Shankardas Kesarilal)
Star CastRajendra Kumar, B. Saroja Devi
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *