Kya Mil Gaya, Haye Kya Kho Gaya, Mujhe Mere Baalam Ye Kya Ho Gaya Lyrics | Sasural | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Kya Mil Gaya, Haye Kya Kho Gaya, Mujhe Mere Baalam Ye Kya Ho Gaya Lyrics | Sasural | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya
Hum kho gaye aji tum kho gaye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya
Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya
Hum kho gaye aji tum kho gaye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya

Ye khusiyo ke pyale chalkte chalenge
Hawao ke aanchal mahkate chalenge
Are naye raste khud-ba-khud khul chalenge
Jidhar se bhi hum-tum bahkte chalenge ho bahkte chalenge
Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya
Hum kho gaye aji tum kho gaye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya

Jaha se safar ye suru ho raha hai
Naye ek jamane ki wo ibtia hai
Kahi hamko bhi tum bhula to na doge
Dhadkata hua dil mera puchta hai ho dil mera puchta hai
Hum kho gaye aji tum kho gaye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya
Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya

Har ek bat atito me dhalne lagi hai
Har ek arzu phir machalne lagi hai
Ho tum apni in ankho ka jadu to dekho
Ke dunia hi meri badlane lagi hai o badlne lagi hai
Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya
Hum kho gaye aji tum kho gaye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya

MovieSasural
SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi
DirectorT Prakash Rao
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistShailendra
Star CastRajendra Kumar, B Saroja Devi, Ratna Mala, Mehmood, Lalita Pawar, Ulhas Wasti, Dhumal, Randhir Kapoor, Jayashree Gadkar, Shobha Khote, Leela Mishra, Wasi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *