Kya Mausam Hai Aye Lyrics | Doosra Aadmi | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi

Kishore: hmmmm…
Lata: oooooo…
Kishore: hmmm mmmm mmmmm
Kya mausam hai
Lata: aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: aye deewane dil
Are chal kahin door nikal jaaye
Lata: aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: chal kahin door nikal jaaye
Koi humdum hai
Lata: aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: chaahat ke kaabil
To kisliye hum sambhal jaayenge
Lata: aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: chal kahin door nikal jaaye

Lata: jhoomke jab jab kabhi do dil gaate hain
Chaar kadam chalte hain phir kho jaate hain
Kishore: heyyyyy.. aisa hai to kho jaane do mujhko bhi aaj
Yeh kya kam hai
Lata: aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: do pal do raahi
Arey mil jaaye bahel jaaye
Lata: aaaaaaaaaaaaa
Kishore: chal kahin door nikal jaaye

Rafi: yeh mastiyaan yeh bahaar
Dil ho chala beqaraar
Main girta hoon mujhe thaam lo
Bheege labhon se mera naam lo
Lata: duniya ko ab do nazar kyon aaye hum
Itne kareeb aao ki ek ho jaaye hum
Lata & rafi: ki ek ho jaaye hum ki ek ho jaaye hum
Rafi: ki ek ho jaaye

Lata: hmmmm..
Khoye se hum
Koyi si manzil
Achcha hai sambhal jaaye
Kishore: chal kahin door nikal jaaye
Lata: oooooooooooo
Ho achcha hai sambhal jaaye
Kishore: chal kahin door nikal jaaye
Lata: oooooooooooo
Ho achcha hai sambhal jaaye

MovieDoosra Aadmi
SingerKishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *