Kya Khubi Ki Lyrics  | Dashavtar | Trilok Kapoor, Nirupa Roy | Mohammed Rafi | Avinash Vyas

Kya Khubi Ki Lyrics | Dashavtar | Trilok Kapoor, Nirupa Roy | Mohammed Rafi | Avinash Vyas

Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne

Paida kiya mohan mein
Marityu lok mein mohan
Dono ke chale charkha
Aur sudarshan
Paida kiya mohan mein
Marityu lok mein mohan
Dono ke chale charkha
Aur sudarshan
Mohan ne murli tan se
Duniya ko lubhaya
Bapu ji ne mantr ahinsa se
Jag ko jhukaya
Mohan ne murli tan se
Duniya ko lubhaya
Bapu ji ne mantr ahinsa se
Jag ko jhukaya
Aazad kiya hind
Aazad kiya hind
Bina khun banake
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Kya khubi ki bhagwan ne
Aazad kiya hind
Aazad kiya hind
Bina khun banake
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Kya khubi ki bhagwan ne

Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne

Gopal banke gauo ko
Wan mein charaya
Hari se harijan ko
Mohan ne milaya
Gopal banke gauo ko
Wan mein charaya
Hari se harijan ko
Mohan ne milaya
Isne diya hai ekta
Aur prem ka vardan
Samjho to yeh insaan hai
Samjho to yeh bhagwan
Samjho to yeh insaan hai
Samjho to yeh bhagwan
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne.

MovieDashavtar
SingerMohammed Rafi
Music ComposerAvinash Vyas
LyricistB.P. Bhargav
Star CastTrilok Kapoor, Nirupa Roy, Tabassum
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *