Kya Khata Hai Ye Bata Dein Sahab Lyrics | Rishta | Anuradha Paudwal, Jaswant Singh | Anuradha Paudwal | Shekhar Sen

Kya khata hai ye bata dein sahab
Kya khata hai ye bata dein sahab
Phir jo chahein woh saja dein sahab
Kya khata hai ye bata dein sahab
Kya khata hai…

Meri ulfat ka seela ye to nahi
Meri ulfat ka seela ye to nahi
Aap nazron se gira dein sahab
Aap nazron se gira dein sahab
Phir jo chahein woh saja dein sahab
Kya khata hai…

Dil ko aaram na aa jaaye kahin
Dil ko aaram na aa jaaye kahin
Phir se deewana bana dein sahab
Phir se deewana bana dein sahab
Phir jo chahein woh saja dein sahab
Kya khata hai…

Jis jagah aapke ho naqs-e-kadam
Jis jagah aapke ho naqs-e-kadam
Hum wahin sar ko juka dein sahab
Hum wahin sar ko juka dein sahab
Phir jo chahein woh saja dein sahab
Kya khata hai ye bata dein sahab
Kya khata hai…

MovieRishta
SingerAnuradha Paudwal
Music ComposerShekhar Sen
LyricistIbrahim Ashq
Star CastAnuradha Paudwal, Jaswant Singh
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *