Kya Karu Dil Kahi Lyrics | Delhi Junction | Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar | Kalyanji Virji Shah

Kya karu dil kahi pe kho gaya
Jane do hona tha jo ho gaya
Kya karu dil kahi pe kho gaya

Itna roka itna toka
Par sambhala na gaya
Kya karu dil kahi pe kho gaya
Jane do hona tha jo ho gaya

Kya khata thi ye najar ki
Ya dilo ka josh tha
Aankh milte ho gaya kya
Kisko itna hosh tha
Dekhti hi rah gai mai – 2
Jane kya ho gaya
Kya karu dil kahi pe kho gaya
Jane do hona tha jo ho gaya

Pyarse na bach sakoge
Phir ye darna kisliye
Sochte the dil lagana
Aahe bharna kisliye
Phir bhi dhokha khahi baithe – 2
Pyar ho hi gaya
Kya karu dil kahi pe kho gaya
Jane do hona tha jo ho gaya
Itna roka itna toka
Par sambhala na gaya
Kya karu dil kahi pe kho gaya
Jane do hona tha jo ho gaya

MovieDelhi Junction
SingerLata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Music ComposerKalyanji Virji Shah
LyricistPrem Dhawan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *