Kya Karoon Dil Kahin Pe Kho Gaya, Jane Do Hona Tha Jo Ho Gaya, Itna Roka Kitna Toka Lyrics | Delhi Junction | Usha Mangeshkar, Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji

Kya Karoon Dil Kahin Pe Kho Gaya, Jane Do Hona Tha Jo Ho Gaya, Itna Roka Kitna Toka Lyrics | Delhi Junction | Usha Mangeshkar, Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji

Kya karu dil kahi pe kho gaya
Jane do ho na tha jo ho gaya
Kya karu dil kahi pe kho gaya
Itna roka itna toka par sambhala na gaya
Kya karu dil kahi pe kho gaya
Jane do ho na tha jo ho gaya

Kya khata thi ye najar ki ya dilo ka josh tha
Aankh milte ho gaya kya kisko itna hosh tha
Dekhti hi rah gayi mai dekhti hi rah gayi mai
Jane kya ho gaya kya karu dil kahi pe kho gaya
Jane do ho na tha jo ho gaya

Pyar se na bach sakoge fir ye darna kisliye
Sochte the dil lagana aahe bharna kisliye
Fir bhi dhokha kha hi baithe
Fir bhi dhokha kha hi baithe
Pyar ho hi gaya kya karu dil kahi pe kho gaya
Jane do ho na tha jo ho gaya
Itna roka itna toka par sambhala na gaya
Kya karu dil kahi pe kho gaya
Jane do ho na tha jo ho gaya

MovieDelhi Junction
SingerUsha Mangeshkar, Lata Mangeshkar
DirectorMohd Husain
Music ComposerKalyanji Anandji
LyricistPrem Dhawan
Star CastAjit, Shakeela, Nishi, Maruti, Cuckoo, Pratima Devi, Pran

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *