Kya Janoo Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam Lyrics | Baharon Ke Sapne | Lata Mangeshkar | R D Burman

Kya Janoo Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam Lyrics | Baharon Ke Sapne | Lata Mangeshkar | R D Burman

Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan

Kaanton me main khadi nainon ke dwaar pe
Nis din bahaar ke dekhoon sapne
Kaanton me main khadi nainon ke dwaar pe
Nis din bahaar ke dekhoon sapne
Chehre ki dhool kya chanda ki chaandni
Utri to reh gayi mukh pe apne
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan

Jabse mili nazar maathe pe ban gaye
Bindiya nayan tere dekho sajna
Jabse mili nazar maathe pe ban gaye
Bindiya nayan tere dekho sajna
Dhar li jo pyaar se meri kalaayiyaan
Piya teri ungliyan ho gayi kangana
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan

MovieBaharon Ke Sapne
SingerLata Mangeshkar
DirectorNasir Hussain
Music ComposerR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastRajesh Khanna, Asha Parekh, Madan Puri, Premnath, Rajender Nath, Sulochana, Nana Palsikar, Indira Bansal, Bela Bose, Laxmi Chhaya, Anwar Hussan, Padma Khanna, Uma Khosla, Manorama, Indu Shivraj, Jayashree Gadkar, Jairaj, Anwar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *