Kya jane ye dunia kya jane kya jane ye dunia kya jane
Apne dil ki bato ko apne dil ki bato ko
Kya jane kya jane ye dunia kya jane
Kya jane kya jane ye dunia kya jane
Duniya samay ke peechhe deewani badle samay ko pal mein jawani
Subah gulaabi shaame suhani dekhe kahani duniya puraani
Apne dil ki baaton ko apne dil ki baaton ko kya jaane
Kya jaane ye duniya kya jaane
Kya jaane ye duniya kya jaane
Samjhe na jo armaan ka ishaara
Door se usko salam hmara
Dil ko hmesha dil ka sahara aanchal ne apne apna sitara
Apne dil ki baaton ko ho apne dil ki baaton ko kya jaane
Kya jaane ye duniya kya jaane
Kya jaaneye duniya kya jaane
| Movie | Toote Khilone |
| Singer | Sulakshana Pandit, Amit Kumar |
| Director | Ketan Mehta |
| Music Composer | Bappi Lahiri |
| Lyricist | Kaifi Azmi |
| Star Cast | Shekhar Kapur, Shabana Azmi, Urmila Bhat, Utpal Dutt, Rakesh Pandey, Jankidas, Bhagwan, Bharat Kapoor, Ambika Johar |

