Kya humse hua kasur – 2
Nazro se kyu gira diya – 2
Puchha kabhi na hale dil – 2
Aur sitam bhada diya – 2
Kya murda dil ki ye zindgi – 2
Hotho pe aaye kya hansi
O hotho pe aaye kya hansi
Meri umange chhin li – 2
Tasvir gham bana diya – 2
Damane dil hai pukarta – 2
Khud pe nahi hai ekhtiyar – 2
Dil se ye kah raha hai pyar – 2
Tumne hume bhula diya – 2
Kya humse hua kasur
Nazro se kyu gira diya
| Movie | Anand Bhavan |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Music Composer | Vasant Desai |
| Lyricist | Noor Lakhnavi |