Kya Hua Maine Agar Lyrics  | Yeh Dil Kisko Doon | Shashi Kapoor, Ragini | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Iqbal Qureshi

Kya Hua Maine Agar Lyrics | Yeh Dil Kisko Doon | Shashi Kapoor, Ragini | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Iqbal Qureshi

Kya hua kya hua
Kya hua maine agar
Ishq ka izhaar kiya
Aapse pyar kiya
Kya hua kya hua
Kya hua maine agar
Ishq ka izhaar kiya
Aapse pyar kiya

Aapne kyu mujhe ruswa
Sare bazar kiya
Khub yeh pyar kiya
Kya hua kya hua
Kya hua maine agar
Ishq ka izhaar kiya
Aapse pyar kiya
Aapne kyu mujhe ruswa
Sare bazar kiya
Khub yeh pyar kiya

Pyara hai ek junun
Hume malum na tha
Ishq mein hota hai yu
Hume malum na tha
Jadugar tera kusur
Hume malum na tha
Mar doge hume yu
Hume malum na tha
Hai khata
Hai khata aapki phir
Husn pe kyu war kiya
Khub yeh pyar kiya
Kya hua kya hua
Kya hua maine agar
Ishq ka izhaar kiya
Aapse pyar kiya
Aapne kyu mujhe ruswa
Sare bazar kiya
Khub yeh pyar kiya

Ho gaye tujhpe fida
Teri aankho ki kasam
Yahi manzil hai meri
Teri zulfon ki kasam
Tune sikhi na wafa
Tere wado ki kasam
Hume aaye na yakin
Teri baato ki kasam
Humne kyu
Humne kyu muft mein
Dil ko gunehgar kiya
Kya hua kya hua
Kya hua maine agar
Ishq ka izhaar kiya
Aapse pyar kiya
Aapne kyu mujhe ruswa
Sare bazar kiya
Khub yeh pyar kiya.

MovieYeh Dil Kisko Doon
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
Music ComposerIqbal Qureshi
LyricistQamar Jalalabadi
Star CastShashi Kapoor, Ragini, Jeevan, Anwar, Agha, Kumar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *