Kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
Kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
Kya parvat kya sagaar kya basti kya jungle
Kya parvat kya sagaar kya basti kya jungle
Tu hi to hai sab me hai teri chhaya
Kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
Kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
Kahi bhole bhole mukhde
Kahi khushiya to kahi dukhde
Tu hai rango ka jharoka ya hai najro ka dhokha
Tu hai rango ka jharoka ya hai najro ka dhokha
Jab teri kirpa se hai duniya ke dum me dum dum
Phir kyu hai ye hahakari phir kyu hai ye matam
Sab allah ke bande
Sab allah ke bande
Apni najar ghuma sara jag hai badguma
Apni najar ghuma sara jag hai badguma
Hum hai nadan hum kya jane teri maya
Kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
Kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
Kya parvat kya sagaar kya basti kya jungle
Kya parvat kya sagaar kya basti kya jungle
Tu hi to hai sab me hai teri chhaya
Kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
Kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
Sab allah ke bande
| Movie | Allah Ke Banday |
| Singer | Kailash Kher |
| Director | Faruk Kabir |
| Music Composer | Kailasa |
| Lyricist | Kailash Kher |
| Star Cast | Sharman Joshi, Faruk Kabir, Naseruddin Shah, Atul Kulkarni, Anjana Sukhani, Rukhsar, Zakir Hussain, Saksham Kulkarni, Suhasini Mulay, Vikram Gokhale, Varun Bhagwat, Javed Rizvi, Ajaz Khan |

