Kya Bura Hai Kya Bhala Lyrics | Libaas | R D Burman, Lata Mangeshkar | R D Burman

Kya Bura Hai Kya Bhala Lyrics | Libaas | R D Burman, Lata Mangeshkar | R D Burman

Kya bura hai kya bhala ho sake to jala dil jala
Kya bura hai kya bhala ho sake to jala dil jala
Kya bura hai kya bhala kya bura hai kya bhala
Ho sake to jala dil jala kya bura hai kya bhala

Muskurana sehte jana chahne ki rasm hai
Muskurana sehte jana chahne ki rasm hai
Na lahu na koi aansu ishq aisa zkham hai
Muskurake zkham kha le na shikayat koi na gila
Kya bura hai kya bhala ho sake to jala dil jala
Kya bura hai kya bhala

Sara din gajle pirona rat bhar aawargi
Sara din gajle pirona rat bhar aawargi
Phat gaya daman to kya hai taza dil hai sadgi
Na dilasa chaha dil ne na wafadari ka silsila
Kya bura hai kya bhala ho sake to jala dil jala
Kya bura hai kya bhala

MovieLibaas
SingerR D Burman, Lata Mangeshkar
Music ComposerR D Burman
LyricistGulzar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *