Kuchh Meetha Ho Jaye Lyrics | Kuch Meetha Ho Jaye | Sonu Nigam, Shreya Ghoshal, Jayesh Gandhi | Himesh Reshammiya

Kuchh Meetha Ho Jaye Lyrics | Kuch Meetha Ho Jaye | Sonu Nigam, Shreya Ghoshal, Jayesh Gandhi | Himesh Reshammiya

Yu rutho na tum mehbuba
Hasdo to chai aaye
Ho jaye ho jaye ho jaye ho
Jaye ha kuchh mitha ho jaye
Yu rutho na tum mehbuba
Hasdo to chai aaye
Ho jaye ho jaye ho jaye
Ho jaye ha kuchh mitha ho jaye

Pyar jaha hai rab bhi wahi hai
Pyar nahi to kuchh bhi nahi hai
Pyar ka ek dilkash lamha
Hota hai sadiyo se bada
Yar nahi kat sakta hai
Dil ka safar tanha tanha
Mai mangu duwa hale dil ye
Koyi tumko samjhaye
Ho jaye ho jaye ho jaye ho
Jaye ha kuchh mitha ho jaye

Bechaini ka aalam hai aur sama bhi hai pyara
Har ehsas mai pagalpan manjar bhi hai aawara
Hai sabse hasi tera chehra har dil ko jo bhaye
Ho jaye ho jaye ho jaye
Ho jaye ha kuchh mitha ho jaye
Ho jaye ho jaye ha kuchh mitha ho jaye

MovieKuch Meetha Ho Jaye
SingerSonu Nigam, Shreya Ghoshal, Jayesh Gandhi
DirectorRavi Sinha, Samar Khan
Music ComposerHimesh Reshammiya
LyricistSameer
Star CastArshad Warsi, Mahima Choudhary, Shahrukh Khan, Sandhya Mridul, Parvin Dabbas, Sachin Khedekar, Iravati Harshe, Kanwaljeet Singh, Mrinal Kulkarni, Jaspal Bhatti, Nassar Abdulla, Shravan, Rohit Roy, Aditya Lakhia, Murad Ali, Faizal Gazi, Deepa Bakshi, Sheet

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *