Kuchh aisa jahan ham banaye
Jaha pehla ho har woh najara
Kuchh aisa jahan ham banaye
Jaha pehla ho har woh najara
Pehla sawan kaa badal
Pehla lehrata aanchal
Pehla bhawra woh pagal
Jaha pehla pyar ho
Kuchh aisa jahan ham banaye
Jaha pehla ho har woh najara
Kuchh aisa jahan ham banaye
Jaha pehla ho har woh najara
Pehla sawan kaa badal
Pehla lehrata aanchal
Pehla bhawra woh pagal
Jaha pehla pyar ho
Pehli kaline pehli ghata se
Kya kaha hai sun jara
Barish ki pehli bunde tum
Suraj ki pehli kirne tum
Aur mera pehla pehla pyar tum
Kuchh aisa jahan ham banaye
Jaha pehla ho har woh najara
Kuchh aisa jahan ham banaye
Jaha pehla ho har woh najara
Pehla sawan kaa badal
Pehla lehrata aanchal
Pehla bhawra woh pagal
Jaha pehla pyar ho
Pehli tamanna
Pehli woh khwayish
Tu hi tu hai jaan meri
Pyar kaa pehla wada tum
Aankho kaa pehla sapna tum
Aur khushi kaa pehla pehla aansu tum
Kuchh aisa jahan ham banaye
Jaha pehla ho har woh najara
Kuchh aisa jahan ham banaye
Jaha pehla ho har woh najara
Pehla sawan kaa badal
Pehla lehrata aanchal
Pehla bhawra woh pagal
Jaha pehla pyar ho
| Movie | Bas Itna Sa Khwaab Hai |
| Singer | Shaan, Alka Yagnik |
| Director | Goldie Behl |
| Music Composer | Aadesh Shrivastava |
| Lyricist | Goldie Behl |
| Star Cast | Abhishek Bachchan, Jackie Shroff, Rani Mukherjee, Sushmita Sen, Sharat Saxena, Gulshan Grover, Smita Jaykar, Suchitra Pillai, Sanjay Narvekar, Himani Shivpuri, Raman Lamba, Anang Desai, Rahul Singh |

