Raato ko apni palko se khwaab sajaane do khwaab sajane do
Phir khaabon ko aankhon se neend churaane do
Khaamoshiya rakhti hai apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do
Kuch to hua hai ye kya hua jo na pataa hai ye jo hua
Kuch to hua hai samjho kuch samjho na
Jo kadam kadam chalun tujhe hi tay karun mai
Saansein bankar tujhe odh lu tu khayaal sa mila hai
Jisko gin sakun mai aadato mein tujhe jod lu
Tujhse roshan raate saari tujhpe hi khatam baate saari
Khaamoshiya rakhti hai apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do
Kuch to hua hai ye kya hua jo na pataa hai ye jo hua
Kuch to hua hai samjho kuch samjho na
Tujhe ek baar pyaar se jo chhu sakun mai
Waqt ko phir wahin rok doon
Phir dil machal ke agar hadon ko bhool jaaye
Dhadkano ka safar chhod doon
Tune di hai saari khushiya tu hai to hai meri duniya
Khaamoshiya rakhti hai apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do
Kuch to huaa hai ye kya hua jo na pataa hai ye jo hua
Kuch to hua hai samjho kuch samjho na
| Movie | Singham Returns |
| Singer | Ankit Tiwari, Tulsi Kumar |
| Director | Rohit Shetty |
| Music Composer | Ankit Tiwari |
| Lyricist | Sandeep Nath, Abhendra Kumar Upadhyay |
| Star Cast | Ajay Devgn, Kareena Kapoor Khan, Amol Gupte, Dayanand Shetty, Anupam Kher, Sameer Dharmadhikari, Vineet Sharma, Shubhangi Latkar, Zakir Hussain, Pankaj Tripathi, Deepraj Rana, Sharat Saxena |

